Arz kiya hai…
Jaanam…
Ek umr guzri hai bin tere,
Us daur ka koi malaal nahi…
Jaanam, ek umr guzri hai bin tere, us daur ka koi malaal nahi…
Hasrat to bas ab itni hai lekin…
Jaanam, yeh umr jo guzar rahi hai saath tere…
Is daur ke baad, bas main nahi…